Soorat-e-aaina to main bhi hoon,
12/11/2012 07:18:00 pm
By
Anonymous
Romantic Poetry
0
comments
Soorat-e-aaina to main bhi hoon,
Roz-o-shab toot'ta toumain bhi hoon,
khawab mein jaagne ki aadat hai,
Neend main bolta to main bhi hoon,
Yaar! aik masla hai duniya,
Yaar! aik masla to main bhi hoon,
Is jahan-e-kharab k peeche,
Dorrta bhagta to main bhi hoon,
MAIN NAHI JANTA MOHABBAT KO,
HAAN MAGAR MANTA TO MAIN BHI HOON...!
Roz-o-shab toot'ta toumain bhi hoon,
khawab mein jaagne ki aadat hai,
Neend main bolta to main bhi hoon,
Yaar! aik masla hai duniya,
Yaar! aik masla to main bhi hoon,
Is jahan-e-kharab k peeche,
Dorrta bhagta to main bhi hoon,
MAIN NAHI JANTA MOHABBAT KO,
HAAN MAGAR MANTA TO MAIN BHI HOON...!
0 comments: